← Kembali
🎵

Aise Hijr Ke Mausam

Album: Hope....Jagjit Singh / Chitra Singh Durasi: 4:31

Aise hijr ke mausam

Tab tab aate hain

Aise hijr ke mausam

Tab tab aate hain

Tere alaawa

Tere alaawa yaad

Hame sab aate hain

Aise hijr ke mausam

Tab tab aate hain

Jaadu ki aankhon se

Bhi dekho duniya ko

Jaadu ki aankhon se

Bhi dekho duniya ko

Khwaabon ka kya hain

Wo har sab aate hain

Tere alaawa

Tere alaawa yaad

Hame sab aate hain

Aise hijr ke mausam

Tab tab aate hain

Ab ke safar ki baat

Nahi baaqi warna

Ab ke safar ki baat

Nahi baaqi warna

Hum ko bulaaye dasth se

Jab wo aate hain

Tere alaawa

Tere alaawa yaad

Hame sab aate hain

Aise hijr ke mausam

Tab tab aate hain

Kaagaz ki kasthi mein

Dariya paar kiya

Kaagaz ki kasthi mein

Dariya paar kiya

Dekho hum ko kya

Kya kartab aate hain

Tere alaawa

Tere alaawa yaad

Hame sab aate hain

Aise hijr ke mausam

Tab tab aate hain