← Kembali
🎵

Baba Yaga (Prod. @illuminhadi)

Album: Nabeel Akbar Durasi: 3:11

Sannata galiyon mein bje woofer gaariyon mein saans ruke jaaliyon k aatay jb hm saamne

Berretta ungliyon mein challi kare goliyon se sb ne dekha kisne thoka phir bhi koi na naamle

Baba Yaga mera naam sunke bhaga teray pasandeeda waalay meray agay ese kaanmptey

Mjhse na bhido mera mrnay ka irada khwamakha mein jaega tu bilawaja apni jaan se

Eh ye nhi race walay ghoray

Agar daba mera trigger puri fouj lagay loday

Eh bina case police choray

Chotay welcome to my city mjhe saaray king bolein idhr

Apna raaj chlta h

Mjhe dada bolay wo jise tu baap bolta h jigr

Tu jo aaj krta h

Jiske sath karey puch mera wo bhi darjayega

Pachtayega tu baakiyon ki trh

Zibah kare tere goat leke churi kaate gala

Bach ni payega tu chupe jis bhi jaga

Milay saza usay mout jo bhi karey humse dagha,

Hands up! tera time khatam beta apan jeekr arhe wo jo tune filmon mein sirf dekha

Headshot! para bahar gira bheja agar phirse tune bola k h tu bhi mere jesa

Has k vaardu ye pyaar nasha paisa, le tu sara kuch khareed pr kese lega tu ye kala?

Hands up! tera time khatam beta apan jeekr arhe wo jo tune filmon mein sirf dekha

Bachpan se jawani guzari meine idhr hi

Ye gunday qatil daku mere yaar saaray jigri

Apni trh ye bhi school nhi gaye apan saath poori kiye idhr thug waali degree

Daalay andr gaari mein dein third wali degree

Diwani mere gaanon ki wo naachay jese bijlee

Nichoday jese zakham pe namak k sath mirchi

Jb sunay mere baaray mein tw lage ese hichki

Har roz khele mout ka khel

Paisa jese hath ka mel

Tbhi tw hein daagh paray

Bolay tw ye blood money

Larkay kafi jaan se gaye

Tbhi bola dhyaan se be

Atay mere neeche wo jo atay mere raastay mein

Faida nhi koi bhaagney, se apan atay saamnay se

AK pura round leke

I don't need a crown bete

Window kare down baje music mera loud

Kare clip pura khali girein bodies on the ground bete

Faiday mein rahega tu maan kehna mera

Wrna zindagi mein phir kbhi na dikhega sawera

Legends never die mar k bhi na maara jaye

Tu nai Moosewala mara koi nahi puchne wala tera