🎵

Barsaat Ke Mausam Mein

Album: Naajayaz (Original Motion Picture Soundtrack) Durasi: 3:06

Barsaat Ke Mausam Mein

Tanhai Ke Aalam Mein

Barsaat Ke Mausam Mein

Tanhai Ke Aalam Mein

Main Ghar Se Nikal Aaya

Bootal Bhi Utha Laya...

Abhi Zinda Hoon To Jee Lene Do

Jee Lene Do

Bhari Barsaat Mein Pi Lene Do

Abhi Zinda Hoon To Jee Lene Do

Jee Lene Do

Bhari Barsaat Mein Pi Lene Do...

Barsaat Ke Mausam Mein

Tanhai Ke Aalam Mein

Barsaat Ke Mausam Mein

Tanhai Ke Aalam Mein

Main Ghar Se Nikal Aaya

Bootal Bhi Utha Laya...

Abhi Zinda Hoon To Jee Lene Do

Jee Lene Do

Bhari Barsaat Mein Pi Lene Do

Abhi Zinda Hoon To Jee Lene Do

Jee Lene Do

Bhari Barsaat Mein Pi Lene Do...

Mujhe Tukdoon Mein Nahin Jeena Hai

Kaatakat Raat Nahin Pi Na Hai

O, Mujhe Tukdoon Mein Nahin Jeena Hai

Kaatakat Raat Nahin Pi Na Hai

O, Aaj Paimaane Hataa Do Yaaron

Haan, Sara Maikhana Pilaa Do Yaaron

Maikadoon Mein To Piyaa Karta Hoon

Maikadoon Mein To Piyaa Karta Hoon

Chalti Rahoon Mein Bhi Pi Lene Do

Abhi Zinda Hoon To Jee Lene Do

Jee Lene Do

Bhari Barsaat Mein Pi Lene Do...

Mere Dushman Hain Zamaane Ke Gam

Baad Pi Ne Ke Yeh Honge Kam

Mere Dushman Hain Zamaane Ke Gam

Baad Pi Ne Ke Yeh Honge Kam

O, Zulm Duniya Ke Na Seh Paaonga

Bin Piyee Aaj Na Reh Paaonga

Mujhe Haalat Se Takrana Hai

Mujhe Haalat Se Takrana Hai

Aise Haalat Main Pi Lene Do

Abhi Zinda Hoon To Jee Lene Do

Jee Lene Do

Bhari Barsaat Mein Pi Lene Do

Aaj Ki Shyaam Badi Bojal Hai

Aaj Ki Raat Badi Katil Hai

Aaj Ki Shyaam Badi Bojal Hai

Aaj Ki Raat Badi Khatil Hai

Ho Aaj Ki Shyaam Dhalegi Kaise

Haa Aaj Ki Raat Kayegii Kaise

Aag Se Aag Bujegii Dil Ki

Aag Se Aag Bujegii Dil Ki

Mujhe Ye Aag Bhi Peelene Do

Abi Zindaa Huun To Ji Lene Do

Ji Lene Do

Bhari Barsaat Mein Pi Lene Do

Hmm Barsaat Ke Mausam Mein

Tanhaayi Ke Aalam Mein

Hmm Barsaat Ke Mausam Mein

Tanhaayi Ke Aalam Mein

Main Ghar Se Nikal Aayaa

Botal Bhi Uthaa Laaya

Abi Zindaa Huun To Ji Lene Do

Ji Lene Do

Bhari Barsaat Mein Pi Lene Do

Abi Zindaa Huun To Ji Lene Do

Ji Lene Do

Bhari Barsaat Mein Pi Lene Do

Abi Zindaa Huun To Ji Lene Do

Ji Lene Do

Bhari Barsaat Mein Pi Lene Do

Abi Zindaa Huun To Ji Lene Do

Ji Lene Do

Bhari Barsaat Mein Pi Lene Do