Mind you
I have no bba
But I am the baddest bitch alive
No diamands on my wrist Meri churiyion se Bharti hai kalayi
Mere kanan ech Bali naale vodka charali
Piyo da pind Mianwali
Mere hath Che garrari
Main cheez aan karari
Meri tor ay nirali
Mere naa te record mera naa ay misali naa ay misali
Maine zindagi main jeeye hisse Buht
Maa ke gham baap ka jana likhe qisse buht
Ab main kisse kahun ghoomun zaroorar
In qataron main muflisi orhe
Jang Ke karabaron main
Main raaste hun charhi jinpe khud se hun main bichri
Insaaf ki main Kari
Main likhti hun to Khud se jaake milti hun
Soch ke is keechar main kanwal si main khilti hun
Bin ranjha main Heer banna kyun chahti hun
Khud se main ye pucho khud se kyun baaghi hun
Bin ranjha main Heer banna kyun chahti hun
Khud se main ye pucho khud se kyun baaghi hun
Gham ke sawero main dhunde Maine khwab
Din mehnat main lagaye raatain jagi be hisaab
Thokre bhi khayi Zindagi se seeekhi ye galiyan hain ustad
Esi manzilain hain payi Jin oonchayion pe sath chor dain asaab
Apka gham apke zehn ki takkhleeq hai ap jhoote ye banawati azaab
Ye rukawatain khraab
Meri baatain karwi Lagain lekin thk hai
Main ap ki akaasi Main manto ki kitaab
Main hun ap main zara si main qaid ka khitaab
Ye insaaf, inqilaab batain hain janab
Dekhte hain ird gird
Phr gaate hain janab
Mere gaane ek sawalia nishaan hai
Main funkaar logo mujhse mango na jawab
Bin ranjha main Heer banna kyun chahti hun
Khud se main ye pucho khud se kyun baaghi hun
Bin ranjha main Heer banna kyun chahti hun
Khud se main ye pucho khud se kyun baaghi hun