🎵

Naksha

Album: Haan, Ohkay Durasi: 2:56

Aaaaaaaa

Tere bistar ka main toh naksha bhool chuka (la la)

Kaisa paagal hoon tu bata (woah)

Tujhse batiya kar ek mahina ho chuka

Aise chhoti baatein kaise bhoolenge (haan)

Oh! Kaise majbooriyaan

Tumhi ko dekhe dekhe hoti khushiyaan (woah)

Oh! Kaise majbooriyaan

Tumhi ko dekhe dekhe hoti khushiyaan

Aise kyu mujhe raato mein

Teri yaadein aati yaha

Girta hoon phir sambhalta hoon

Subha shaam kyu shor yaha?

Behka behka tha main humesha

Main toh kuch bhi, kuch bhi na kar saka

Thehra mera toh aadha mehna

Phir bhi kuch bhi, kuch bhi na kar saka

Oh! Kaise majbooriyaan

Tumhi ko dekhe dekhe hoti khushiyaan (woah)

Oh! Kaise majbooriyaan

Tumhi ko dekhe dekhe hoti khushiyaan

Aaaaaaaa