Raat Ke Sharaare
Chaabuk Se Jo Maare
Dhadkane Yeh Darr Gayi
Darr Ke Gunaah Kar Gayi
Junglee Ishaare
Gher Ke Shikaar Maare
Saazishon Mein Sharm Yeh
Sulag Ke Tabaah Ho Gayi
Kho Gaya Hai Chain Jaise Udati Tashtari
Junoon Se Bhari Ye Pariyon
O Meethi Meethi Koyalon
Jaane Do Na Jaane Do
Ye Ya Ye Ya Bakhsh Do Haseeno
Ye Ya Ye Ya Zaalim Shauqeeno
Ye Ya Ye Ya Bakhsh Do Haseeno O!
Ye Ya Ye Ya Bakhsh Do Haseeno
Ye Ya Ye Ya Qaatil Nageeno
Ye Ya Ye Ya Bakhsh Do Haseeno O!
Chhoona-Na Chhoona-Na
Dekh Magar Pyaar Se
Makhmal Si Mehfil Mein
Door Se Nihaar Le
Tezaabi Kinaare Hain
Kinaaron Mein Doobe Jaa're Hain, Haina?
Dil Sehma
Yeh Saansien Sehmi
O Reshami Chhuriyon
O Zehreeli Beriyon
Jaane Do Na Jaane Do
Ye Ya Ye Ya Bakhsh Do Haseeno
Ye Ya Ye Ya Zaalim Shauqeeno
Ye Ya Ye Ya Bakhsh Do Haseeno O!
Ye Ya Ye Ya Bakhsh Do Haseeno
Ye Ya Ye Ya Qaatil Nageeno
Ye Ya Ye Ya Bakhsh Do Haseeno O!
O Let's Go
Ye Ya Ye Ya Bakhsh Do Haseeno
Ye Ya Ye Ya Zaalim Shauqeeno
Ye Ya Ye Ya Bakhsh Do Haseeno O!
Ye Ya Ye Ya Bakhsh Do Haseeno
Qaatil Nageeno (Qaatil Nageeno)
Bakhsh Do Haseeno O!