🎵

Jag Ghoomeya

Album: Irshad Durasi: 4:42

Ooo

Na Wo Akhiyan Roohani Kahi

Na Wo Chehra Noorani Kahi

Kahi Dil Wali Baatein Bhi Na

Na Woh Sajri Jawani Kahi

Jag Ghumeya Thare Jaisa Na Koi

Jag Ghoomeya Thaare Jaisa Na Koi

Na To Hasna Rumani Kahi

Na To Kushboo Suhani Kahi

Na Wo Rangili Aadayein Dekhi

Na Wo Pyaari Si Naadani Kahi

Jaisi Tu Hai Waisi Rehna

Jag Ghumeya Thare Jaisa Na Koi

Jag Ghoomeya Thaare Jaisa Na Koi

Jag Ghumeya Thare Jaisa Na Koi

Jag Ghoomeya Thaare Jaisa Na Koi

Baarishon Ke Mausmon Ki

Bheegi Haryali Tu

Sardiyon Mein Gaalon Pe Jo

Jo Aati Hai Woh Laali Tu

Raaton Ka Sukoon

Raaton Ka Sukoon Bhi Hai

Subah Ki Azaan Hai

Chaahton Ki Chaadron Mein

Maine Hai Sambhali Tu

Kahi Agg Jaisi Jalti Hai

Bane Barkha Ka Paani Kahi

Kabhi Mann Jaana Chupke Se

Yun Hi Apni Chalani Kahi

Jaisi Tu Hai Waisi Rehna

Jag Ghumeya Thare Jaisa Na Koi

Jag Ghoomeya Thaare Jaisa Na Koi

Apne Naseebon Mein Ya

Honsle Ki Baaton Mein

Sukhon Aur Dukhon Wali

Saari Saugaton Mein

Sang Tujhe Rakhna Hai

Sang Tujhe Rakhna Hai Tune Sang Rehna

Meri Duniyan Mein Bhi

Mere Jazbaaton Mein

Teri Milti Nishani Kahi

Jo Hai Sab Ko Dikhani Kahi

Tu Toh Jaani Hai Marke Bhi

Mujhe Aati Hai Nibhani Kahi

Wohi Karna Jo Hai Kehna

Jag Ghoomeya Thare Jaisa Na Koi

Jag Ghoomeya Thaare Jaisa Na Koi

Jag Ghoomeya Thare Jaisa Na Koi

Jag Ghoomeya Thaare Jaisa Na Koi