🎵

Kehna Hai (duet)

Album: Dil Vil Pyar Vyar @ Mp3hungama.com Durasi: 4:39

Kahana he, kahana he

Aaj tumse ye pehali baar

Ho, tum hi to laai ho jivan main mere

Pyaar pyaar pyaar

Kahana he, kahana he

Aaj tumse ye pehali baar

Ho, tum hi to laai ho jivan main mere

Pyaar pyaar pyaar

Tumse, kehane vaali, or bhi hai, pyaari baaten

Tumse, kehane vaali, or bhi hai, pyaari baaten

Saamne sabake bolo kaise, kah duun, sari baaten

Aaj magar bas itnaa hi karnaa he iqaraar

Tum hi to laai ho jivan main mere

Pyaar pyaar pyaar

Kab se, dil ne mere, maan liya he, tumko apana

Kab se, dil ne mere, maan liya he, tumko apana

Ankhen meri dekh rahi hai jaagate sote ye sapana

Mere gale main daal rahi ho tum bahon kaa haar

Tum hi to laai ho jivan main mere

Pyaar pyaar pyaar

Kahana he, kahana he

Aaj tumse ye pehali baar

Ho, tum hi to laai ho jivan main mere

Pyaar pyaar pyaar

Tum hi to laai ho jivan main mere

Pyaar pyaar pyaar

Ho, pyaar pyaar pyaar