🎵

Laapata

Album: Ek Tha Tiger Durasi: 4:14

Aankhon ko yoon band karke

Dheeme-dheeme gin-gin ke

Dhoondho humein, hum hain kahan

Ho, bhoole se fasane hain

Zameen se begane hain

Dekho, hue hum toh hawa

Dil ke kinaare, khwabon ke neeche

Hai khoya-khoya apna jahan

Main laapata, tu laapata

Hosh-o-hawas hain laapata

Tú eres mi vida, mi casa

Vamos a celebrar nuestro amore

Tú eres mi vida, mi casa

Vamos a celebrar nuestro amore

Haan, yeh zid hai meri

Tujhko hi sochenge ab hum

Roshni yeh teri

Khwabon mein rakhenge band hum

Haan, subah kab soyi, taare kab jaage

Hum bhoole hain ke kab kya hua

Main laapata, tu laapata

Hosh-o-hawas hain laapata

Fiesta, llegó la fiesta

Goza y toca mi tuba hasta que amanezca

Fiesta, llegó la fiesta

Goza y toca mi tuba hasta que amanezca

Le rahe the saansein

Zinda nahi the kabhi hum

Dil yeh tujhko deke

Dhadkan se waaqif hue hum

Haan, tujh mein hi gum hain, tujh mein hi khoye

Ab dar se tere jaana kahan?

Main laapata, tu laapata

Hosh-o-hawas hain laapata