🎵

Mangta Hai Kya

Album: Mangta Hai Kya Durasi: 3:15

Jaaduu... jaaduu... jaaduu

Aay yaay o el bo o maangta hai

Kya voh bolo, haan bolo

Maangta hai jo yeh le lo,

Yeh suhaani shaam

Jaaduu aisa hai hamaara,

Jo maangta hai voh milega, tumko

Aay yaay o el bo o maangta hai

Jo voh de do, aa de do

Maangta hai dil voh de do,

Maangta hai pyaar

Bas is ke siva o jaana,

Aur kuchh nahin maangta hai ham ko

Dekho dekho ye suraj phuul aur

Ye ujaale, ye sab hain tumhaare

Nahin nahin in se hamein hai matlab kya,

Deewaane ham tumhaare

Aay yaay o el bo o maangta hai

Kya voh bolo

Aay yaay haal mera tum

Kuchh to suno are suno

Kabhi kabhi jaane-jaana dil de dil le

Dil de dil lene ka socho to

Suno suno baat meri samjho

Aaja aaja tujhko nazaare ham dikhaayein,

Bahaaron se milaayein

Chhodo chhodo kaisi bahaarein kya nazaare,

Are aayo dil milaayein

Aay yaay o el bo o maangta hai

Kya voh bolo, haan bolo

Maangta hai jaan yeh le lo

Yeh suhaani shaam

Jaaduu aisa hai hamaara,

Jo maangta hai voh milega tumko