🎵

Mazhab

Album: Broken Melodies Durasi: 3:27

Barsaate

Kyu aasu ye chupaate

Tuti hai ye yaadein

Tuta hai sama

Sataate

Kyu thaki na sataate

The farzi tere vaade

Jalate reh Jaha

Nibhaate

Khurede pal guzaare

Gamo me Dube jaare

Kinaara hai kaha

Gamon ki baatein bas karein, aise hum praani hai

Tere pyaar me seemaayen jo laanghi thi, ab lagte nadaani hai

Wo jo teri saanson ki aanhon me dekhe the raaton ko khwaab jo

Ab doori hum dono ki milon ki ye hai napaak toh

Ab ishq me faske hai kya fayda

Mai samjha na, daga dena tera kayda

Karam ye sab khokhle kiye

Pyaar charam pe tha

Kitaabein na dharam ki padhi

Tu hi mazhab jo tha

Iraade sab dafan hi pade dil ke makaanon me

Ilaake ye sookhe hi pade aati na baarishein

Barsaatein

Kyu aansu ye chupaaate

Tuti hai ye yaadein

Tuta hai sama

Sitaate

Kyu kabhi na sataate

Hai farzi tere waade

Jalaate rahe jahaan

Wohooooo

Gamon me dub jaate

Kinaara hai kahaan

De koi bataa

Ye kaisa dastaa

Tu chahti mai lutadu jo sab mera

Rah hu Mai bas tera

Aati na raas mujko tu hi mazhab mera

Tu hii mazhab mera

Tu hii mazhab mera

Tu hi mazhab mera