🎵

Parchaiyan

Album: Parchaiyan Durasi: 3:53

Teri chahat mei aisa

Main dooba hoon

Katra Katra kare ke

Khud ko kho

Chuka hoon

Kaise hai khude se yeh dooriyan

Kya thi meri woh majbooriyan

Khwahishe kuch ankhi se

Reh gayi thi kya

Lauta de meri

Parchaiyan

Lauta de meri

Parchaiyan

Tumse bichadne

Ka waqt kya hone laga hai

Yeh dil yu tha sehma

Shayad teri nazar mei badal sa gaya hai

Kaise hai khude se yeh dooriyan

Kya thi meri woh majbooriyan

Khwahishe kuch ankhi se

Reh gayi thi kya

Lauta de meri

Parchaiyan

Lauta de meri

Parchaiyan