🎵

Sadka

Album: Suraj Jagan Songs Durasi: 4:30

Kuchh khwaab dekhe hain, kuchh rang soche hain

Ab maine kal apne tere sang soche hain

Iss raah mein jab bhi tu saath hoti hai

Kisson ke panno si har baat hoti hai

Rooh jo huyi meri fida

Toh pal mein uthi koi sada

Ke dil se hua judaa-judaa

Toota main iss tarah

Sadka kiya yoon ishq ka

Ke sar jhuka jahaan, deedar hua

Sadka kiya yoon ishq ka

Ke sar jhuka jahaan, deedar hua

Tere mudne se suraj mud gaya

Teri roshni ke saaye mein main dhoop si khili

Mera aasman bhi chhota pad gaya

Mujhe jab se hai baahon mein teri panaah mili

Woh thehri teri adaa-adaa

Ke ruk bhi gaya mera khuda

Toh mujhpe hai yeh asar hua

Toota main iss tarah

Sadka kiya yoon ishq ka

Ke sar jhuka jahaan, deedar hua

Sadka kiya yoon ishq ka

Ke sar jhuka jahaan, deedar hua

Kuchh khwaab dekhe hai, kuchh rang soche hai

Ab maine kal apne...

Teri khushboo mein bheege khat mile

Tere rang ki siyaahi se likhe, padhe, sune

Teri baaton ke woh saare silsile

Mere dil ki kahani se sune, kahein, bune

Main kar na sakoon bayaan-bayaan

Ke chup si hui meri zubaan

Yeh dil mehmaan hua-hua

Toota main iss tarah

Sadka kiya yoon ishq ka

Ke sar jhuka jahaan, deedar hua

Sadka kiya yoon ishq ka

Ke sar jhuka jahaan, deedar hua

Kuchh khwaab dekhe hain, kuchh rang soche hain

Ab maine kal apne tere sang soche hain

Iss raah mein jab bhi tu saath hoti hai

Kisson ke panno si har baat hoti hai

Rooh jo huyi meri fida

Toh pal mein uthi koi sada

Ke dil se hua judaa-judaa

Toota main iss tarah

Sadka kiya yoon ishq ka

Ke sar jhuka jahaan, deedar hua

Sadka kiya yoon ishq ka

Ke sar jhuka jahaan, deedar hua