🎵

Sau Tarah Ke

Album: Dishoom Durasi: 3:59

Kal Subah Sochenge Jo Aaj Raat Kiya

Kal Subah Gin Lenge Saari Galatiyan

Tu Mera Abhi, Ho Jaana Ajnabi

Phir Hum Milenge Na Kabhi

Kal Subah Chale Jayenge Hai Ghar Jahaan

Kal Subah Bole Jo Bhi Bolega Jahaan

Tu Mera Abhi, Ho Jaana Ajnabi

Phir Hum Milenge Na Kabhi

Sau Tarah Ke Rog Le Loon

Ishq Ka Marz Kya Hai

Sau Tarah Ke Rog Le Lu

Ishq Ka Marz Kya Hai

Tu Kahe Toh Jaan De Doon

Kehne Mein Harz Kya Hai

Sau Tarah Ke Rog Le Loon

Ishq Ka Marz Kya Hai

Baahon Ko Baahon Mein De De Tu Jagah

Tujhse Toh Do Pal Ka Matlab Hai Mera

Tere Jaise Hi Mera Bhi Dil Khudgarz Sa Hai

Tere Jaise Hi Mera Bhi Dil Khudgarz Sa Hai

Tu Kahe Toh Jaan De Doon

Kehne Mein Harz Kya Hai

Sau Tarah Ke Rog Le Loon

Ishq Ka Marz Kya Hai

So Tarah Ke Rog Le Lu

Ishq Ka Marz Kya Hai

Kal Subah Tak Jhoota Bhala Pyar Kar

Kal Subah Tak Jhooti Batein Char Kar

Tu Mera Abhi, Ho Jaana Ajnabi

Phir Hum Milenge Na Kabhi

(Arabic)

Tu Kahe Toh Jaan De Doon

Kehne Mein Harz Kya Hai

Sau Tarah Ke Rog Le Loon

Ishq Ka Marz Kya Hai