🎵

Suffocated

Album: Khoj Par Durasi: 3:45

Bewafaa bewafaa

Dil tujhe kyun diya?

Nazrein teri mujhpe tujhko mauke dikhey

Chayn mera tu le chala

Zaalima bas yeh bataa

Tujhme hai rooh kaha

Zakhm dikhayaa tujhe mauke dikhey

Main mera naa raha

Jism kharocha mera mili tujhe Khushi bohot

Manns bhi katega mera abhi aur

Pyaar ke is bhookh ko tu tolti hai kaise

Meri aankhon mein na dikhegi ab nami aur

Nami ki jagah hai khoon ne leli

Toh dhundli si chhavi koi pehchanu kyun

Woh chhavi hai teri ya some other girl I did

Farak hi jaanu ab kyun?

Lagu main kameena

Tujhe meri kami jaana kabhi toh khali na

Pyaar ki woh daastan ab milegi kahi na

Laash bhi jali na

Dhuwa meri naso mein se aaye

Jaise saans bhi ab aapke hi naam hai

Sab aapke hi naam hai woah

Sab aapke hi naam hai haan

Aapke hi naam hai

Abbhi nashon mein fase toh tere dar pe aaye hum

Socha dil tha bhaari thode beh jayenge gham

Daawat thi ghar pe tere aur katte jayein hum

Pehle se nocha itna khudko

Laash padd gayi kamm

Bewafaa bewafaa

Dil tujhe kyun diya?

Nazrein teri mujhpe tujhko mauke dikhey

Chayn mera tu le chala

Zaalima bas yeh bataa

Tujhme hai rooh kaha

Zakhm dikhayaa tujhe mauke dikhey

Main mera naa raha

Tune kaha it was love at first sight

You made up a lie

You knew I was broken

I left my heart open you left me to bleed

I know that you knew I was hoping koi sune

Koi samjhe nikaal de kasht

Sudhaar de zakhm aur saath mein ro le

Man I was so desperate for love

Maine dekha nahi all of my scars were showing

Har baat mein dhokhe

Tell me how you didnt know after 2 fucking years of being together

I wanna do music for the rest of my life

Bitch you pretended

You fed me with lies

Vishwaas dilaya I wont give you time

Aur mujhse chunwaaya

You made me decide that I could make music or I could have you

And you got yourself ghosted

Bitch here's your goodbye

Tune cheena mere se tha chayn aur sukoon

Is duniya aur mujhme tu ban gayi deewaar

I lost all my friends all my credit to you

Had your knee on my chest and you ripped out my heart

I trusted in you and I ran in your arms

Hai mere peeth pe teero ke daag

Mere aankhon ke peeche ek saye ka ghar

Woh chahta ki tu usko itna bata

Bewafaa bewafaa

Dil tujhe kyun diya?

Nazrein teri mujhpe tujhko mauke dikhey

Chayn mera tu le chala

Zaalima bas yeh bataa

Tujhme hai rooh kaha

Zakhm dikhayaa tujhe mauke dikhey

Main mera naa raha