🎵

Take Me Higher

Album: Maaya (Original Motion Picture Soundtrack) Durasi: 3:06

Jism ke thamein lahun mein

Apna yun junoon mila de

Tu hi tu

Behen in ragoo mein

Mujhmein yun khud ko mila de

You take me higher

You take me closer

You take me higher

Take me closer.

Oh mein lafz hun

Tu hai zubaan

Jese bhi kr, mujhko byaan

Jazbaaton ka awwarpan

Teri panaah maangta

In reshmi saanso taale

Isliye badan ab thaam le

Iss isq ke sailab mein

Behta hai do kashityaan

Tu meri hoke yun mujmein

Samaan zara...

Kho jaye mere nisaan.

Awaara maujo ka deewana karwaa.

Maage hai teri panaah

You take me higher

You take me closer

You take me higher

Take me closer.