🎵

Uljha Hua

Album: Uljha Hua Durasi: 2:19

Aaahhh, aah

Aashmit yaar, not again

Main phirta toote dil ki kyun talash mein

Main ghar nai jaana tere, main ghar nai jaana tere

Main phirta dil ke tukdo ki talash mein

Main ghar nai jaana tere, main ghar nai jaana tere

Kehta main teri yaad nai aati

Mujhe bilkul bhi nahi baati

Har pal teri yaad satati hai

Mere tan ko tu roz jalati

Yaade andar se khaati

Milti na kyun par maafi hai

Main hoon aljha hua, tu na suljhi hui

Mujhe dena rihai yahaan

Aa main badla poora, par tu thodi bhi na

Hai qubool judai ye kya

Kaafi door khuda se, filhaal toh khud se juda main

Tere baalon ka saaya chahoon main

Tere nazron mein maafi nahi hai

Tune bhi toh khata lakh kari hai

Par tere jaisa na hoon main

Maine khud ke mazhab ki na parwaah kari thi

Bas tere hi aur chala

Maine apne khuda se bhi badhkar tha chaah

Toch phir bhi kyun main yahaan chala

Main hoon aljha hua, tu na suljhi hui

Mujhe dena rihai yahaan

Aa main badla poora, par tu thodi bhi na

Hai qubool judai ye kya