🎵

Warey

Album: Call Me Bae Durasi: 2:52

Badmashiyaan meri ab tum se hai, ab tum se hai

Nazdeekiyaan meri hone lagi, badhne lagi

Nazdeekiya teri-meri ho rahin hain sarfiri

Ho raha hai tera hi nasha

Badmashiyaan meri ab tum se hai, ab tum se hai

Nazdeekiyaan meri hone lagi, badhne lagi

Nazdeekiya teri-meri ho rahin hain sarfiri

Ho raha hai tera hi nasha

Na re, na re, na mujhe bhula re

Ab dooriyaan bhi poori mita de

Jo mujhe mila re tu, sohneya

Warey, maine akhiyon pe warey saareyaan nazaare

Haareya, ji haare, sohniye

Warey, maine akhiyon pe warey saareyaan nazaare

Haareya, ji haare, sohniye

Warey maine...

Na koi dayra hai raha, ab hai darmiyaan

Koi dayra raha na darmiyaan

Na koi faasla hai raha, ab hai darmiyaan

Koi faasla raha na darmiyaan