🎵

Aahatein

Album: Aahatein Durasi: 3:03
[00:16.54]Iss narm si ret par chal rahe hai hum yahan
[00:22.71]Tu keh bhi de, toh reh bhi loon tera yahaan
[00:27.89]Ye teri aahatein hain
[00:31.33]Deti raahatein hain
[00:34.48]Tujhko dekhe bin na milta hai sukoon
[00:40.45]Ye teri aahatein hain
[00:44.12]Deti raahatein hain
[00:47.11]Tujhko dekhe bin na milta hai sukoon
[00:53.52]Ab dhoondhun tujhe, ke tu hai kahaan
[00:56.59]Ke sab mere paas, tu rooh le gya
[00:59.67]Tu reh bhi ab jaa, Tera intezaar
[01:02.86]Tera intezaar
[01:07.24]Ve maahiya
[01:11.52]Tu aa bhi jaa
[01:16.55]Ve maahiya
[01:19.20]Ye teri aahatein hain
[01:22.29]Deti raahatein hain
[01:25.36]Tujhko dekhe bin na milta hai sukoon
[01:31.98]Ye teri aahatein hain
[01:35.24]Deti raahatein hain
[01:38.48]Tujhko dekhe bin na milta hai sukoon
[01:45.63]Pehle baarishon mein gham se ghire hai
[01:49.25]Teri yaadon mein hum namm ho chuke hain
[01:52.37]Teri khwaahishein jo aayi mere sar par
[01:55.51]Khudke khwaab saare kam se lage hain
[01:58.85]Imaaratein ye dheh gayi hain
[02:01.35]Tere honth baatein mujhse kuch gaye hai
[02:04.53]Main tere naam se jiyun, tere naam se marun
[02:07.89]Mere, dil ki baatein saari beh gayi hai
[02:12.34]Teri aahaton ko dhoondta phirun
[02:17.60]Woh milte hi nahi
[02:21.12]Woh milte hai nahi
[02:23.54]Ye teri aahatein hain
[02:26.58]Deti raahatein hain
[02:29.65]Tujhko dekhe bin na milta hai sukoon
[02:35.73]Ye teri aahatein hain
[02:39.43]Deti raahatein hain
[02:42.58]Tujhko dekhe bin na milta hai sukoon
[02:49.56]🎵