🎵

AANKH

Album: Sunidhi Chauhan Durasi: 3:08

Jaa, jhooth tere iraade hain

Hm-mm-mm, jaa, shauk tune jo paale hain

Na fitratein hain teri bedhang

Na-na-na (na), ab na chal paayega tu sang

Na-na, dil na lagana, jhootha hai yeh fasana

Aankhon mein teri hai jafa

Jafa hai, jaao, dil ka hisab lagao

Nazron ko na yun milao na koi waasta

Uljhe raho, khel hai yeh ghulami ka

Neeyat hai teri buri

Te main aankh sunava tainu, mere sohneya

Te main aankh sunava tainu, mere sohneya

Te main aankh sunava tainu, mere sohneya

Te main aankh sunava tainu, mere sohneya

Aaine saare haata do, nazar se khhud ki bacha lo

Kitna giroge bhala?

Dil ye jab-jab jalega, neendon se tu bhi utehgaa

Aaja, yeh mera rahaan

Masoom, masoom dil se khela

Khela hai tune, ab yeh masoom na raha (raha na, raha na)

Jaao, zulmon ka hisab lagao

Nazron mein neri na aao, na koi waasta