🎵

Aas Paas

Album: Rooh Durasi: 6:00

Khoya Pal, Khoju raahon mein

Ek chaah, tera, har baar.

Hum do hai khabon mein yun gul

Ek ek pag, chal tu, le le saath.

Soye na jaa

Shaam abb hai jawaan.

Tu yeh maan le

Ek hi hun, bass tera.

Aawaara hum yahan

Abb rahein hai chupe

Yeh raaj hai kya pata

Charon aur bandishein,

Par koi rob na

Jab tak hai tu saath mera.

Khoya pal, khoju main aaj

Kar tu thoda intejaar

Khoya pal, khoju main aaj

Kar tuthoda intezaar

Khoye ja Khoye ja Soye na jaa