← Kembali
🎵

Aasman Tootega Nahi

Album: Aasman Tootega Nahi Durasi: 3:03

Aasman tootega nahi

Paani bhi lootega nahi

Dard si hai duniya main

Ye jahan chhootega nahi

Aasman tootega nahi

Paani bhi lootega nahi

Dard si hai duniya main

Ye jahan chhootega nahi

Main toh bas

Gaata hoon

Man se sab

Iss duniya main

Ye toh bas

Likh dia

Gaa dia

Maine bana ke

Socha na

Tha maine

Par ban gaya

Ek tamasha

Abh toh bas

Ek hi cheez

Jaanu main

Ki

Aasman Tootega nahi

Paani bhi lootega nahi

Dard si hai duniya

Ye jahan chhootega nahi

Aasman Tootega nahi

Paani bhi lootega nahi

Dard si hai duniya

Ye jahan chhootega nahi

Dhal raha hai sooraj

Nikal rahein hain taare

Main ye kis ore chala hoon

Duniya main na jaane saare

Meri baaton ko tum

Na sunna chaaho bhi toh

Bas itna yaad rakhna

Sach hai dil ke ye ishaare

Aasman tootega nahi

Paani bhi lootega nahi

Dard si hai duniya main

Ye jahan chhootega nahi

Aasman

Aasman

Aasman

Tootega nahi

Paani bhi

Paani bhi

Paani bhi

Lootega

Aasman

Aasman

Aasman

Tootega nahi