🎵

Aaya

Album: Aaya Durasi: 3:03

Aaya aaya

Aaya aaya

Aaya aaya

Aaya aaya

Badnaam yeh mujhko jag main kar ke aaya

Kayi raatein naam main tere likh ke aaya

Ishq faqeeri meri marwaaegi

Bas tera naam hi dil ne hain farmaaya

Ishq main jitne rang they

Main saare rang rangaaya

Thehar ke teri aakhon mein

Dil main utar tere aaya

Ishq main jitne rang they

Main saare rang rangaaya

Thehar ke teri aakhon mein

Dil main utar tere aaya

Aaya aaya

Aaya aaya

Himaakat aesi kar aaya

Har dar chaukhat tujh ko paaya

Tujhko paaya tujhsa paaya

Har mannat main tuhi aaya

Himaakat aesi kar aaya

Har dar chaukhat tujh ko paaya

Tujhko paaya tujhsa paaya

Har mannat main tuhi aaya

Tuhi aaya Tuhi aaya

Tuhi aaya Tuhi aaya

Har mannat main tuhi aaya

Tuhi aaya Tuhi aaya

Aaya aaya

Aaya

Tune khuda se mujhko jo milvaya

Kaache dhaage pakke main kar aaya

Ishq faqeeri meri marwaaegi

Bas tera naam hi dil ne hain farmaaya

Ishq main jitne rang they main saare rang rangaaya

Thehar ke teri aakhoin main dil main utar tere aaya

Aaya aaya

Aaya aaya

Himaakat aesi kar aaya

Har dar chaukhat tujh ko paaya

Tujhko paaya tujhsa paaya

Har mannat main tuhi aaya

Himaakat aesi kar aaya

Har dar chaukhat tujh ko paaya

Tujhko paaya tujhsa paaya

Har mannat main tuhi aaya

Aaya aaya

Aaya