🎵

Adheera

Album: Adheera Durasi: 2:18

ADHEERA

Shaktipunj Atishay Balvaana, Mahakaay Tan Vajr Samaana

Raktvarn Dou Netra Vishala, Drishti Prachand Dhadhakti Jwala

Jab ye prachand

Lauh bhujdand

Uthe sab khand khand ho jaaye

Krudh bhujang

Vishbhare ang

Chale jab mrityu sang ho jaaye

जब ये प्रचंड

लौह भुजदंड

उठे सब खंड खंड हो जाए

क्रुद्ध भुजंग

विषभरे अंग

चले जब मृत्यु संग हो जाए

Ugr roop visteern kapala

Ati nirmam nirbhay vikraala

Rakt kund mein snan kare

Ranbeech samarveera

मैं अधीरा

Mrityu se bhi jo maha bhayankar, kaal se badhke kroor bawandar

Jyo masaan mein koi aghori, khele hai khappar bhasm se hori

Mrityu se bhi jo maha bhayankar, kaal se badhke kroor bawandar

Jyo masaan mein koi aghori, khele hai khappar bhasm se hori

Jab ye prachand

Lauh bhujdand

Uthe sab khand khand ho jaaye

Krudh bhujang

Vishbhare ang

Chale jab mrityu sang ho jaaye

Ugr roop visteern kapala

Ati nirmam nirbhay vikraala

Rakt kund mein snan kare

Ranbeech samarveera

मैं अधीरा

मैं अधीरा