🎵

Afsurdagi

Album: Afsurdagi Durasi: 2:16

Hum khudme hi kho gaye

Tu zara tera jaha dikhade

Dar kiska jo hona tha

Hogaya

Teri dehleez pe

Mai khada hu leke gum ko humare

Mujko ab karde isse

Juda

Ye shaam dard bhari hai

Zindagi afsurdagi hai

Tuta hai banda tera

Aye khuda

Chahoge

Mujko na chahoge

Fitrat hi betuki

Kya tum sudharoge

Meri in khamiyo me dubjaoge

Mai dikhta teri aankhon me

Mujse kya chupaoge

Mehnge teri aasu gawaye

Hum Na karo se

Bichde in raaho me fir na mil Na

Payenge na rok hum banale apna

Hum khudme hi kho gaye

Tu zara tera jaha dikhade

Dar kiska jo hona tha

Hogaya

Teri dehleez pe

Mai khada hu leke gum ko humare

Mujko ab karde isse

Juda

Ye shaam dard bhari hai

Zindagi afsurdagi hai

Tuta hai banda tera

Aye khuda

Oh khuda

Oh khuda