🎵

Baat Kya Hai

Album: Baat Kya Hai Durasi: 3:02

Baat kya hai

Mausamon si jaise

Khushbuein hain tere hone mein

Sochte hi, saath jaise jeeyein

Sau adaayein mehki si teri

Pal pal aaj kal bebaak si hui main

Yeh jo, hai jo pehel

Ki hai kadar ye assar

Ooo Ooo aai yehh

Muskuraaoon Ooo aai yehh

Ooo Ooo aai yehh

Rang hi ho jaaon main

Tumpe Nazarein ittarayein

Khwahishein jhoom jaayein

Yoon hi na tham jaayein kaafile

Teri hi dhun sunaayein

Gungunaayein hawaayein

Fursaton ko jaise par lage

Haansil ab wahin jo tha duaaon mein

Saare haq haquiqat ho jaayein

Koo ba koo

Ooo Ooo aai yehh

Muskuraaoon Ooo aai yehh

Ooo Ooo aai yehh

Rang hi ho jaaon main

Baat kya hai

Ooo Ooo aai yehh

Para pa pa ra pa pa

Ooo Ooo aai yehh

Para pa pa ra pa pa