← Kembali
🎵

Bade Achhe Lagte Hain

Album: Rahul Jain Romantic Hits Durasi: 2:45

Tum in sabko chhod ke kaise kal subah jaaogi?

Mere saath inhein bhi toh tum yaad bahut aaogi

Tum in sabko chhod ke kaise kal subah jaaogi?

Mere saath inhein bhi toh tum yaad bahut aaogi

Bade achchhe lagte hain

Ye dharti, ye nadiya, ye raina aur tum

Bade achchhe lagte hain

Dharti, nadiya, ye raina aur tum

Hum-tum kitne paas hain, kitne door hain chaand-sitaare

Sach poochho toh mann ko jhoothe lagte hain ye saare

Hum-tum kitne paas hain, kitne door hain chaand-sitaare

Sach poochho toh mann ko jhoothe lagte hain ye saare

Magar sachche lagte hain

Ye dharti, ye nadiya, ye raina aur tum

Bade achchhe lagte hain

Ye dharti, ye nadiya, ye raina aur tum