🎵

Barsaat Hai

Album: Barsaat Hai Durasi: 2:50
[00:17.77]Itne aansoo, itne gham laata hai
[00:26.26]Phir kyun saavan ka mausam aata hai?
[00:34.10]Phir koshishen usey bhoolne ki ho rahi barbaad hain
[00:46.93]Barsaat hai, barsaat hai, barsaat hai, barsaat hai
[00:55.35]Unki humein yaad aa rahi har baat hai, barsaat hai
[01:05.75]🎵
[01:20.76]Utare huye hain dil se hum, tode gaye hain sanwaar ke
[01:28.89]Har ek aashiq ki tarah humko bhi maara hai pyaar ne
[01:37.19]Inn aankhon mein na neend hai, na baaqi raha koi khwaab hai
[01:47.11]Na ab kisi ki pyaas hai, na ajab koi ehsaas hai
[01:55.40]Toh aaj phir dar pe mere yoon ho rahi din-raat hai
[02:05.77]Barsaat hai, barsaat hai, barsaat hai, barsaat hai
[02:13.95]Unki humein yaad aa rahi har baat hai, barsaat hai
[02:25.29]🎵