🎵

CHEHRE

Album: GRAVITY Durasi: 3:17
[00:27.74]Hai khule vaadiyon mai khoj tere chehre ki
[00:32.10]Dil ki baatein toh sunn lete behre bhi
[00:35.08]Aur inn aakhon ko aadat hai kaafi behne ki
[00:37.86]Mai sunn na paata par kaafi kuch mujhse keh rahi thhi
[00:41.42]Hai khule vaadiyon mai khoj tere chehre ki
[00:45.80]Dil ki baatein toh sunn lete behre bhi
[00:48.66]Aur inn aakhon ko aadat hai kaafi behne ki
[00:51.91]Mai sunn na paata par kaafi kuch mujhse keh rahi thhi
[00:55.58]Zeher tera barse mujhpe aur mai bhi bheega chalu
[00:59.22]Fisalte khwahisho ki hi taraf kyu dheema chalu?
[01:02.87]Silsile seeta chalu, pyaar bhi feeka ab
[01:06.19]Woh aise dekhe ki tune iss dil ko jeeta kab?
[01:09.69]Waise toh hu sharaabi, woh kahe mai peeta rakt
[01:13.17]Jaane kyu yu beeta waqt ab na kahi lagta mann
[01:16.41]Darr tha tujhe khone ka par khoya maine sab ka sab
[01:19.93]Khoya maine sab ka sab, mai bhatka tab
[01:22.71]Hai khule vaadiyon mai khoj tere chehre ki
[01:26.32]Dil ki baatein toh sunn lete behre bhi
[01:29.59]Aur inn aakhon ko aadat hai kaafi behne ki
[01:33.40]Mai sunn na paata par kaafi kuch mujhse keh rahi thhi
[01:36.35]Lagta tha tu hi jahaan, par saare gawah ki tu nahi jo lage saamne
[01:40.36]Aaine tode kaafi baar tab samjha ki kaun khada mere sheeshe ke saamne
[01:43.95]Tujhme thhi jo bhi kami woh mujhpe ilzaam
[01:45.45]Aur mai bina wajah bas gatakta jaam
[01:47.78]Ab ban baitha sharaabi tere hi naam ab tu de mitake
[01:50.22]Tune mujhe banaya apna, ehsaas diya parayepan ka
[01:53.53]Uss waqt mujhe kuch bhi na samjha, mai bhi tha khoya aur tanha
[01:57.03]Jab mila tera saath, woh lamha, hu rakhta mai yaad har lamha
[02:00.28]Har din, har minute, har ghanta, tere saath beeta waqt madhdham tha
[02:03.84]Par ab yeh waqt gaya tham sa
[02:05.41]Aur tu bhi na saath toh sab lage khaali-khaali
[02:07.72]Aankhein lagti meri bhaari-bhaari, todta dum mai baari-baari
[02:11.14]Pyaase ko na de tu paani
[02:12.39]Bas de yeh madeera ya teri mohabbat ki bheekh
[02:14.77]Ghut raha dum hai akele mai, bas mere seene mai lag rahi teri kami
[02:17.96]Hai khule vaadiyon mai khoj tere chehre ki
[02:21.50]Dil ki baatein toh sunn lete behre bhi
[02:24.83]Aur inn aakhon ko aadat hai kaafi behne ki
[02:28.08]Mai sunn na paata par kaafi kuch mujhse keh rahi thhi
[02:31.37]Hai khule vaadiyon mai khoj tere chehre ki
[02:34.95]Dil ki baatein toh sunn lete behre bhi
[02:38.83]Aur inn aakhon ko aadat hai kaafi behne ki
[02:41.36]Mai sunn na paata par kaafi kuch mujhse keh rahi thhi
[02:46.04]🎵