🎵

Daaku

Album: Daaku Durasi: 2:40

Tope pe bandi teri, tope pe system

Chhod ke jo gaye mujhe, I don't really miss them

Do-do baar banaye maine career

Logon ke, that's why I don't really diss them

Soul, kaam, gaadi, teeno kaali-kaali raat mein

Lakhon uda doon logon pe jazbaat mein

Mere jaise pagal hi ghoomein mere saath mein

Gehre hain matlab meri har baat mein

Bombay mein baithe, Bollywood waali jaat nahi

Jor laga layi, aate hum haath nahi

Rapper'on waali hum mein koi baat nahi

Ghar khaali haath aayein, aisi koi raat nahi

Haathon mein whisky hai

Kaam kiye jo, saare risky hain (yeah)

Scene sadak pe hi banega aaj (yeah)

Gaadi hata lo, ye kiski hai?

Gaadi shor machaye, suniyo

Aankhein kaun milaye? Suniyo

Chaal-chalan aur tevar chaaku

Bach ke rahiyo, ladke hain daaku

Gaadi shor machaye, suniyo

Aankhein kaun milaye? Suniyo

Chaal-chalan aur tevar chaaku

Bach ke rahiyo, ladke hain daaku

Hila nahi top se, na hi koi plan hai

Hater'on ko dhoondhun, jaise aayi meri den hai

Aise bhi sheher hain jinmein hum ban hain

Kaali double R, interior tan

Ye Gen-Z ke chode lo-fi se nahi baahar aa rahe

Kandhe in laundon ke game nahi sambhaal paa rahe

Marne ko padi baazi, fir bhi na maar paa rahe

Kalle nahi aa rahe, hum saath mein toofan laa rahe

Hype hai kitni, ye show mera gawaahi bhare

Kuchh bhi na karein, but karein toh tabaahi karein

Gaadi aur kaam mein lagte brake nahi

Zyada na dikhein, par dikhe toh fir dekh nahi

Haathon mein whisky hai (...hai)

Apni thodi si khiski hai (khiski hai)

Humko rok le jo

Gaind mein dum, bete, kiski hai?

Gaadi shor machaye, suniyo

Aankhein kaun milaye? Suniyo

Chaal-chalan aur tevar chaaku

Bach ke rahiyo, ladke hain daaku

Gaadi shor machaye, suniyo

Aankhein kaun milaye? Suniyo

Chaal-chalan aur tevar chaaku

Bach ke rahiyo, ladke hain daaku

Gaadi shor machaye

(Ladke hain daaku, ladke hain daaku)

Aankhein kaun milaye?

(Ladke hain daaku, ladke hain daaku...)

It's your boy...

Huh!