🎵
[00:12.13]Mujhe chhod ke jaane waale
[00:15.43]Mera dil dukhane waale
[00:18.45]Mujhe yoon rulane waale
[00:21.65]Tum pehle nahin the
[00:24.72]Pehle bhi dil mera toota
[00:28.37]Haath haath se chhoota
[00:31.19]Mera ghar jalane waale
[00:34.37]Tum pehle nahin the
[00:37.73]🎵
[00:50.40]Mohabbat ki yeh baatein
[00:53.27]Tum kise sikhate ho
[00:56.46]Mujhe maloom hai, yaara
[00:59.49]Kis ke ghar jaate ho
[01:02.24]Mujhse nazrein churane waale
[01:05.82]Baatein sunane waale
[01:09.02]Chehra dikhane waale
[01:12.28]Tum pehle nahin the
[01:15.37]Mujhe chhod ke jaane waale
[01:18.54]Mera dil dukhane waale
[01:21.67]Mujhe yoon rulane waale
[01:24.86]Tum pehle nahin the
[01:28.22]🎵
[01:40.54]Tujhe Khuda banaya tha
[01:43.80]Mujhe khaak bana diya
[01:46.86]Apna banaya na
[01:50.01]Aur mazaaq bana diya
[01:53.17]Kyun mazaaq bana diya?
[01:55.83]Mujhe khudgarz batane waale
[01:59.58]Kisi aur ko chahne waale
[02:02.62]Kahin raat bitane waale
[02:05.85]Tum pehle nahin the
[02:09.03]Mujhe chhod ke jaane waale
[02:12.31]Mera dil dukhane waale
[02:15.37]Mujhe yoon rulane waale
[02:18.56]Tum pehle nahin the
[02:22.06]Na jaane kaisa tera dil hai, yaara
[02:25.21]Sab pe hi aa jaata hai aaye din
[02:28.38]Kehte the tum, "Main toh mar jaaunga"
[02:31.52]Jee kaise paa raha bata mere bin?
[02:34.70]Jee kaise paa raha bata mere bin?
[02:40.44]Mujhe gale lagane waale
[02:43.72]Phir gala dabane waale
[02:46.98]Jeete-jee jalane waale
[02:50.20]Tum pehle nahin the
[02:52.61]Preet Sukh, chhod ke jaane waale
[02:56.42]Mera dil dukhane waale
[02:59.62]Mujhe yoon rulane waale
[03:02.72]Tum pehle nahin the
[03:05.80]Pehle bhi dil mera toota
[03:09.50]Haath haath se chhoota
[03:12.17]Mera ghar jalane waale
[03:15.37]Tum pehle nahin the
[03:19.44]🎵