🎵
[00:08.17]Devon ke dev, tum Mahadev
[00:10.27]Dekhoon main jahan, tum Mahadev
[00:16.37]Devon ke dev, tum Mahadev
[00:18.46]Dekhoon main jahan, tum Mahadev
[00:20.72]Meri rag-rag mein ho, Bholenath
[00:22.71]Tum chalo saath, chalo jahan, dev
[00:25.06]Tum Neelkanth, tum Harikanth
[00:26.95]Tum Hari-Hari, vish bhari kanth
[00:29.19]Tum Shankar ho, tum sarvdev
[00:31.15]Tum vish se neeli kaari kanth
[00:33.29]Mere Shambhunath, mere Bholenath
[00:35.42]Tere bin main jaoon kahan, dev?
[00:37.59]Devon ke dev, tum Mahadev
[00:39.73]Dekhoon main jahan, tum Mahadev
[00:41.89]Meri rag-rag mein ho, Bholenath
[00:43.76]Tum chalo saath, chalo jahan, dev
[00:46.50]🎵
[00:54.44]Tum ho girish, tum shashwat
[00:56.57]Tum Rudr-Rudr, tum sakshat
[00:58.68]Tum Trilokesh, tum Vyomkesh
[01:00.76]Naathon ke naath, tum mahanath
[01:02.57]Tum Som-Som, sarvagyadev
[01:04.76]Kar dena galtiyaan kshma, dev
[01:07.26]Devon ke dev, tum Mahadev
[01:09.16]Dekhoon main jahan, tum Mahadev
[01:11.13]Meri rag-rag mein ho, Bholenath
[01:13.40]Tum chalo saath, chalo jahan, dev
[01:15.77]🎵
[01:23.94]Tu mast-malang, tu piye bhang
[01:25.96]Tu hai bhagton ke ang-sang
[01:28.05]Tere raaj mein, Bhole, mauj karein
[01:30.29]Teri masti ka hai chadha rang
[01:32.23]Jab tak tu hai, koi fikar nahi
[01:34.33]Kisi aur ka koi zikar nahi
[01:36.55]Mere saath-saath tu raha, dev
[01:40.71]Devon ke dev, tum Mahadev
[01:42.88]Dekhoon main jahan, tum Mahadev
[01:44.97]Meri rag-rag mein ho, Bholenath
[01:47.02]Tum chalo saath, chalo jahan, dev
[01:49.45]🎵
[01:57.54]Ab tu he mera sahara hai
[01:59.52]Tere bin na koi hamara hai
[02:01.72]Mera haath na, Bhole, chhod diyo
[02:03.99]Bin tere nahi guzara hai
[02:05.82]Tere pyaar ki, Bhole, lagi lagan
[02:08.03]Tujhme he har-pal rahoon magan
[02:12.37]Devon ke dev, tum Mahadev
[02:14.45]Dekhoon main jahan, tum Mahadev
[02:16.52]Meri rag-rag mein ho, Bholenath
[02:18.72]Tum chalo saath, chalo jahan, dev
[02:21.04]🎵
[02:29.28]Devon ke dev, tum Mahadev
[02:31.29]Dekhoon main jahan, tum Mahadev
[02:33.41]Meri rag-rag mein ho, Bholenath
[02:35.43]Tum chalo saath, chalo jahan, dev
[02:37.77]Devon ke dev, tum Mahadev
[02:39.66]Dekhoon main jahan, tum Mahadev
[02:41.79]Meri rag-rag mein ho, Bholenath
[02:43.83]Tum chalo saath, chalo jahan, dev
[02:46.08]Devon ke dev, tum Mahadev
[02:48.08]Dekhoon main jahan, tum Mahadev
[02:50.16]Meri rag-rag mein ho, Bholenath
[02:52.24]Tum chalo saath, chalo jahan, dev
[02:54.73]🎵