🎵

Dhak Dhak

Album: Dhak Dhak Durasi: 3:22

Karya ve jaana, kyu mera bura haal ve?

Bura haal ve, jaana

Kardi main tujhse, haan ikko hee sawaal ve

Haan sawaal ve, jaana...

Chamke chunariya

Dhadke ye dhadkane, dhak-dhak

Tumpe kasam se hai

Padti ye meri nazariya, jab-jab

Hilti kamariya dikhte hee

Dil pe hai girti bijuriya, shawty

Shawty ab keh bhi de

Tu bhi chahti rehna mere ghar ab

I'm kinda like pagal, tere peeche

Teri har ek ada kaatil, tu killer hai

Main ek musafir hun, tu mera safar hai

Zindagi pehle se thriller hai

Send me location ab teri

Sahi mei nahi patience ab mere mein

Harkatein crazy hai bohot hee

Amazing hai, chhori kya de ri hai phere mein?

Mujhpe mardi ve, duniya saari ae

Tujhpe mardi main, tu he jahaan hai

Leja mujhko vi, apni duniya mein

Baajo tere na rehna yahaan

Chamke chunariya

Dhadke ye dhadkane, dhak-dhak

Dhak-dhak

Zulmi-si, haan, meri chunari hai haaye

Kaise-kaise, sitam kitno pe dhaaye jaane?

Nazron se haan, teri nazrein milaye ye

Ude, ude tere peeche ye jaaye

Aise, ab na tu mujhe sata re

Kahan chal dun ye bata re?

Chunri chamke hee jaaye re, haaye re

Dil ki tammana ki, tera main saath dun

Zeenat Amaan lage laajawab tu

Dil ki kitaab mei likha name tera

Tere main saare ye bharam utaar du

Film hun, main 12 naal ki pyaar ki chillam hun

Jalle toh, bane mahol main killer hun

Dhuein ka dhaska seene mein, trust me

Dil ki numayish he kyun karun?

Chamke chunariya (ae)

Dhadke ye dhadkane, dhak-dhak

Tumpe kasam se hai

Padti ye meri nazariya, jab-jab

Hilti kamariya dikhte hee

Dil pe hai girti bijuriya kya?

Shawty ab keh bhi de

Tu bhi chahti rehna mere ghar ab

I'm kinda like pagal, tere peeche

Teri har ek ada kaatil, killer hai

Main ek musafir hun, tu mera safar hai

Zindagi pehle se thriller hai

Send me location ab teri

Sahi mei nahi patience, ab mere mein

Harkatein crazy hai, bohot hee

Amazing hai, story bus teri aur meri hai...

Mujhpe mardi ve, duniya saari ae

Tujhpe mardi main, tu hee jahaan hai (story, story...)

Leja mujhko vi, apni duniya mein

Baajo tere na rehna yahaan

Chamke chunariya

Dhadke ye dhadkane, dhak-dhak

Dhak-dhak (dhak-dhak...)