← Kembali
🎵

Dil (feat. Raja Hasan)

Album: Dil (feat. Raja Hasan) Durasi: 4:14

Dil faaltu sa ghumda hai

Isko thoda masroof karde ishq vishq mein

Ho jaa fanaa tu dilo jaan se

Kya rakha hai chhote mote se risk visk mein

Dil faaltu sa ghumda hai

Isko thoda masroof karde ishq vishq mein

Ho jaa fanaa tu dilo jaan se

Kya rakha hai chhote mote se risk visk mein

Udane de jo ise par lage

To bsne deisko jahaan ghar lage

Jo isko mila kabhi nahi woh pyar de de pyar se

Dil... dil...

Gehri gehri baaton mein kyun pade

Seedha sacha sa rasta dhoondh le

Yahin dagar bani tere liye isko apna jaan le