🎵

DOBAARA

DRV
Album: POLARIS Durasi: 2:02

Kya kar paaun mai hasil

Unn waadon se hu waaqif

Dobaara mujhko wahan nahi jaana

Mujhe raha nahi jaa raha

Kya hi kar paaun mai hasil

Unn waadon se hu waaqif

Dobaara mujhko wahan nahi jaana

Mujhe raha nahi jaa raha

Mai kaha stop and watch

Mere opps kare wait

Mera daur, Mera war

Meri zindagi se nikal gayi jo

Ye nahi tha mera loss

Hu mai focused apni lane Mei

Maine nahi kiya respond

Tu ghulaam bann gaya hai

System tera dil kare escape

Roz marra ki zindagi se kuch dhund raha tu aur

Tera dil kare tu woh risk le kar chase tu woh reward

Jod ek se ek, Aur bohot se bohot

Nayi Dilli mera sheher and I put it on the map

Nayi Dilli mera sheher and I put it all on rap

Nayi Dilli mera sheher and I put it all on wax

Nayi Dilli mera sheher so you better watch your act

Just put it on my tab

Maina bola tha bartender ko

Main rehta apne bag

Extend karta hu bender ko

Sadko pe mere riders

Jab mai message karu sender ko

I'm smoking on this indigo

Jab hawah mei mai udu karu face sooraj ki kirno ko

Toot jayega yeh pyaar apna, If I ever kiss and told

Dosh diya khudko kabhi dosh nahi diya kismat ko

Hosh mai laake sabko khoya hosh jalake biscuits ko

Khota khudko dekha maine kis kis ko

Kya kar paaun mai hasil

Unn waadon se hu waaqif

Dobaara mujhko wahan nahi jaana

Mujhe raha nahi jaa raha

Kya hi kar paaun mai hasil

Unn waadon se hu waaqif

Dobaara mujhko wahan nahi jaana

Mujhe raha nahi jaa raha