🎵

Dooriyan

Album: Dooriyan Durasi: 5:01

Aankhon mein haya ke kayi

Pehre bithaye hai, kehne ko milane

Akele wo aaye hai.-Repeat 2

Dooriyaan. ye majburiyan. teri yaade

Dooriyaan. ye majburiyan. teri yaade

Ban gaye hai bhole bhale

Khudpe laga ke pyale

Aur pyase pyase hai

Hum saamne labon ke pyale-x2

Chehrein pe girti

Unki zulfon ke saayen hai

Dooriyaan. ye majburiyan. teri yaade

Dooriyaan. ye majburiyan. teri yaade

Surmayi aanchal tera faila hai yaa raat hai

Chand jaise chehre ki

Maula kya baat hai-x2

Surkh labon mein ras saare samaye hai

Dooriyaan. ye majburiyan. teri yaade

Dooriyaan. ye majburiyan. teri yaade.