🎵

Faislay

Album: Kashmir Live Durasi: 5:09

Chal rahey thay hum kahan

Ruk gaya tha aasmaan

Guzar raha tha karavan

Tham gaye hain hum yahan

Chal rahey thay dil main mere

Koi faislay

Ro raha tha kho raha tha

Mann mera yunhi

Tum hi batlado mujhe

Idher se kahan jaoun main

Manzil hain donon magar

Rastey pe koi nahin

Chal rahey thay dil main mere

Koey faislay

Ro raha tha kho raha tha

Mann mera yunhi

Mann sochta hai aksar

Roshni hogi unhi raaston par

Mann sochta hai aksar

Roshni hogi unhi raaston par