🎵

Highway

Album: Highway Durasi: 2:38

Highway pe chai pi uda hai ye parinda

Dafn tha zameen mein ye ho rha hai zinda

Yeahhhhh

Highway pe chai pi uda hai ye parinda

Dafn tha zameen mein ye ho rha hai zinda

Beech mein na aana saala ishq iska andha.

Yeahhhhh

Ghira hai diwaron se

Nazar hai sitaron pe

Hai sauda raftaron se oh yeah yeah yeah.

Nikla hai ghar se

Panchhi diwana

Isko zamana bhaaye na.

Dhoop barishon mein

Iska thikana

Chhaon se dil lagaye na.

Seene mein baje nagada jeb mein hai chhalla

Misaal berukhi ki, ye banda masha allah

Chale ye tel pe peechhe bastiyan mohalla ...

Yeahhhh yeah

Ghira hai diwaron se

Nazar hai sitaron pe

Hai sauda raftaron se oh yeah yeah yeah.

Nikla hai ghar se

Panchhi diwana

Isko zamana bhaaye na.

Dhoop barishon mein

Iska thikana

Chhaon se dil lagaye na.

Baatein reh gayi hain jo

Kahega ye tumse kabhi

Ghoomne de ab isse

Hua ye kisi ka nahi