🎵

Hindu Hai Hum

Album: Hindu Hai Hum Durasi: 2:31

Bhoot-pishaach nikat nahin aave

Mahavir jab naam sunaave

Naasai roga harai saba piraa

Jo sumare hanumat bal veeraa

Dushman kaanpate hain ram jee ke naam se

Mandir bana hai ayodhya ke dham mein

Aaja, kis mein hai dam-dam?

Hindu hain hum (jai shri ram)

Hindu hain hum (jai shri ram)

Hindu hain hum (jai shri ram)

Hindu hain hum (hat, hat, hat, hat)

Jai hanuman gyaan gun saagar

Paap mitaao ayodhya aakar

Bholenath kee sharan mein maaya

Dhanya hua hindu dharm jo paayaa

Hanuman jee ke balak

Naa kisi tai kam (kam, kam, kam, kam)

Hindu hain hum (jai shri ram)

Hindu hain hum (jai shri ram)

Hindu hain hum (jai shri ram)

Hindu hain hum (hat, hat, hat, hat)

(Music Geet Empire)

(hat, hat)

Haath pai tatto bholenath ka

Seene mein hai shri ram, janka

Hindu ne hindustan jagaaya

Maathe tilak, haath mein kalaayah

Paapon ka naash hanuman jee kee dahaad se

Mandir bana hai ayodhya ke dham mein

Bolo, "jai hanuman aur bam-bam"

Hindu hain hum (jai shri ram)

Hindu hain hum (jai shri ram)

Hindu hain hum (jai shri ram)

Hindu hain hum (hat, hat, hat, hat)