🎵
[00:17.79]Yeh neeli neeli aankhon ko mujh say chhupa lo
[00:32.84]Humain zinda rehnay do ae husn walo
[01:17.90]Kar sakee na asar kabhi koi sharab aaj tak
[01:26.87]Na huwa mera eemaan kharab
[01:49.28]Miltay hee tum say nazar rehta nahin koi hosh
[01:57.08]Kho loon na tum ko agar to doori say madhosh
[02:44.40]Kaun hoon yeh nahin tumhain koi khabar
[02:52.13]Wasta bhi nahin koi tum say magar
[03:16.77]Jaanay kiyoun tum bin mujhe sooni lagay har ik shaam
[03:23.86]Aisee hai uljhan mujhe jis ka nahin koi naam
[04:40.96]Na jaanay tum bin mujhe aata nahin kiyoun chaen
[04:47.11]Jaanay phir kab millain magar kaajal bharay nain
[04:58.14]🎵