Khushiyon ki jinke liye hum dua karte kain
Gairon ki baahon mein woh maza karte hain

Chaahton ko bazaar mein nilaam kar ke
Dil ke jahaan ko tabaah karte hain
Yeh ishq nahin, ek galti hai, na phir dohrayenge

Saunh Rabb di, oh, jaanaan, hum tujhe bhool jaayenge

Bewafaai ka tu mujhpe hi ilzaam de-de
Oh, zaalima, tu zeher ka thoda jaam de-de
Ki haal kita, oh, sajna, meri jindadi da?
Aur kyun toda mere dil ko yeh jawaab de-de?
Tujhpe marne waale ek din sach mein mar jaayenge