🎵

Jazbaat

Album: Jazbaat Durasi: 3:23

Pattey patjhad mei

Sookh jaate hai

Kuch Udtey panchi

Bichad Jaatey hai

Badaltey Mausam

Gul khilatey hai

Suraj ki kirney

Humey lubha tey hai

Dil mei hai ghum

Bhulo na kal

Chupa lo sabsey woh tootey pal

Sataye ab bhi kahani yuhi

Khud he ko kho ke

Huye hai numb

Jazbaat So gaye

Neend se jaage kyu kho gaye

Jazbaat So gaye

Neend se jaage kyu kho gaye

Chand sitaaro ki zarurat hai

Udney ki khwaish hai hume

Pinjrey mei band damn ghuta hai

Udaan bhadna hai humey

Jazbaat So gaye

Neend se jaage kyu kho gaye

Jazbaat So gaye

Neend se jaage kyu kho gaye

Jaagey Jazbaat

Jaagey Jazbaat