← Kembali
🎵

Kitna Hai Pyaar

Album: Kitna Hai Pyaar Durasi: 4:24

hmmm hmmm hmmm....

Jab kabhi tum aaogi

dil ki ye dehleez pe.

Dekhogi ise kitna saja

ke rakha hai tere liye

Jab kabhi tum aaogi

dil ki ye dehleez pe.

Dekhogi ise kitna saja

ke rakha hai tere liye

Sanson me sansein hoti hai kam

jab bhi hota h tu mujhse door

Dhadkan ye meri hai sirf teri

Kaise bayaan mai karu.

Kitna hai pyaar....

Dekhu mai tujhe aate jaate

Nazre chupa ke kahi..

Sochu mai tujhe din bhar yuhi

Lafzon me tum har ghadi

Dil ki baatein reh jaati hai

Hothon pe aake mere

Teri aankhein keh jaati hai

Saari ye baatein meri

Suna tha ye maine jo chaho agar dil se

Kaynatein ye lag jaati hai...

Milane me unko jude hai jo dil se

Kaise bnayaan mai karu

Kitna hai pyaar!!!