🎵

Kya Kasak

Album: Fever (Original Motion Picture Soundtrack) Durasi: 5:06

Singer: Sonu Kakkar

Music: Tony Kakkar

Movie: Fever (2016)

Music On: Zee Music Company

Kya kasak hai khud ko rok rahe hain hum

Tere liye raat bhar jag rahe hain hum

Dil ashkon mein yun

Aaj behne laga kyun

Dil ashkon mein yun

Aaj behne laga kyun

Yeh berukhi shaayad zaruri tha

Dil ashkon mein yun

Aaj behne laga kyun

Dil ashkon mein yun

Aaj behne laga kyun

Jaane yeh kaisi bekarari bekarari hai

Dil ko kyun chain aaye na

Jaane yeh kaisi khumari khumari hai

Darda thehar jaaye na

Dil hi dil dil ko

Tok rahe hain hum

Tere liye auro se doori

Rakh rahe hain hum

Dil ashkon mein yun

Aaj behne laga kyun

Dil ashkon mein yun

Aaj behne laga kyun

Jeene ki wajah hai tu

Marne ka tu shauk hai

Haule haule dil doobe

Jaane kaisa rog hai

Teri aur khuko jhonk rahe hain hum

Tere liye rote rote thak rahe hain hum

Dil ashkon mein yun

Aaj behne laga kyun

Dil ashkon mein yun

Aaj behne laga kyun

Yeh berukhi shaayad zaruri hai

Dil ashkon mein yun

Aaj behne laga kyun

Dil ashkon mein yun

Aaj behne laga kyun