🎵

Lassan Flow

Album: 00's Kidz Durasi: 2:28

Woh dene wali mujhko number

De gayi lessons shit

Dikhati ab wo apne collego me

Fashion shit

Na sunti aur kisiki jab thi mujhse aakarshit

Woh nahi koi whiteboard par mattha gayi hai marker bitch

No dissin

Blocked em all par tab bhi karte noticing

Im noticing

Dhaape mera style

Like im the vibe

Taaki tu ho fit in

Tujhko nahi hai chashma

Lekin rakhta abbhi low vision

Ye coping bruh

Toh no zikar

Kaun hai tu?

Agyakaari boys on a roll (vroom vroom)

Mera matha kafi bhari saradon (vroom vroom)

Mai masahaari nithari belong (that shi fucked)

Mai manyavar ki drip me hoon kasaul (what the fuck)

Just kiddingggggg

Comedy circus ka sudesh

Tu daaru saari pee mai khaaunga chakhne wala lays

Tu hath uthake dekh bhagunga cheeteh se bhi tez

I dont like violence rakhne nahi hai apne sar pe case

But im tippy toppin

On this beat sajadu tera pretty coffin

I mean like silly knowledge

Mere peeche bande bhot hai

I make her go milky way

Woh hai lagti meri orbit

Parv ki deal thi thums up

Mere haath hai jaise hrithik roshan

Uhhh

Feels like ye hormone ke dosh

Mai mana kardeta jab aate law school ke shows

Hinge pe bandi unhinged toh obviously no

Chaah ke bhi ni kar paata mai normal se flow

I say whaat

Merepe na kisiko yakeen

Toh peeche se aaya mai dhappa karake

Aur khagaya poora scene

I mean like bhookh lagri hai

Raat ko peeni doodh patti hai

Henry cavil super duper

Jo bhi tere mupar hi hai

I shoot my shottt

Jaise dude perfect

Na karta miss

Tu baal na baka karsakta

Meri chick jaise jada smith

The only one

Mai hoon

Teri bolti band

Chain chu

Mere naam ka karale jaake apne baap se tattoo

Kya karunga khaake rapper

Baap pe zamneen 40 acre

Already padi

Teri jali to lagte waajib hater

Maakasam wo khaake mujhse milti the lagake make up

Ab jo dekhe Parv ka spotify to khush hai aake sekar

Hold up

Mere phone hai hota fold ab

Mere folder mai jo gaane pade karte raksha soldiers

Mere fan

Mere dost ab

Kare plan

Baate aisi hoti gc mai sab jaane waale dozakh

Ye damn

Hora phone ab resettr

Agyakaari ladke on a showw

Vroom vroom

Lat hai kaafi mere kharche hore roz

Vroom vroom

Jaisi hi phata mere sage hogaye log

What the fuck

Pehle sunte nahi the gaane mere jo

Bitches fuck off

Mein aur Sick hai aane waale ladke ni hai ab current

Agli agyakaari ko aane mai abhi 10 janam

Rishterado ki pehle kilap gayi dekh ke vastaram

Ye chahte saare hum jaisa banna but who the fuck doesnt

Hai dikhti mujhko sab jalan

Yaha jalne ki boo aari

Mere moo pe hai tareefe inke

Baglo mai chuuari

Mujhe ek karti msg hai she wanna ride the pen

Saala dusri aur teesri abhi tak hai kuwaari

Bolu fuck off

Im married to the game

And we fuck hard

Im sorry

I dont give a damn bout the qatar

But oil money jo milgayi to fir maza

Jab tape hogi drop ni milunga same jagah ill be gone

Parv sick