Meh bhi toh kehta raha May tang aagaya hu inn baato se
Muje bhi toh ab ladna nahi, har din har pal haalato se
Muje bhi rehna nahi hay tere saath bewajah barbaad hoke
Ab jeena bhi kya hota hay ye yaad nahi barsaato se
Ab yaad nahi
Kya pal beetein
Yaad nahi
Sab dard hi the
Hum thande pade
Iss sardi se
Na khwaab rahegi
Humdardi ke
Kal bhi the ab bhi the
Zimmedariya nakkar ab bhi the
Mere dil ka Mukkam
Rakh bhi de
Muje sambhalneka
Waqt bhi de
Ye dil bekarar
Ab bhi hay
Dil kare intezar
Ab bhi hay
Bata tera bhi haal
Khat likhe
Hota kabhi bekhayal
Ab bhi may
Kehdi maine baatein saari
Mann ki ye
Kabhi mere bekarari
Sir chade
Gano me ye dard humare
Sab likhe
Dil bhule yaad na hay
Sanki ye
Dard hi to dard hay
Ye vaado ka karz hay
Jo baithe hay darpe humaare
Kis se sawarte
Jab saap the gharpe
Is dal dal me faste hi jaare
Kyu na samajte
Main jaara hu khaste
In baaton ka boj sambhaale
Aasu baraste
Par rehna hay haste
Kyu pyaar ke raste gaya may
Khuddar bada ab haar gaya ye jaah
Ek baar zara in baahon me aa bas jaah
Izhaar kiya dil tere hawale kiya
Har roz ussiki ab may kaatu saza
Jisne Saha hay
usko pata ye
ki dard to akele hi milta hay
Kidhar ko jaye
Kisko bataye
Ki ghaav ye waqt bhi na silta hay
Raah bhatke na May chalte
har baar gaya
Ab thakki hay ye ruh bhi ab
May haar gaya