🎵

Lost & Found

Album: Lost & Found Durasi: 3:09

(We lost, we found)

(We lost, we found)

(We lost, we found)

(We lost, we found)

(We lost, we found)

(We lost, we found)

(We lost, we found)

(We lost, we found)

Kyun ho gum bewajah?

Kaisi hai ye sard si hawa?

Ke jo dil mein chal raha hai, o

Kyun na mujhse kehte ho?

Is pal mein hai jahan hum do

Zara chalte rehne do

Thami hui hai aanhein, kuch nahi ho aage

Mmm, mushkil bada hai safar yahan

Tu agar chahe, khuli hui hain baanhein

O, jaana mushkil bada hai safar yahan

Ke jo dil mein chal raha hai, o

Kyun na mujhse kehte ho?

Is pal mein hai jahan hum do

Zara chalte rehne do

Hain hum do gumshuda

Ye zamana bhi gum kahan

Kuch dil mein do jagah humko

Bas dil mein rehne do

Fir kal ke saare iraadon ko

Bas kal mein rehne do

Thami hui hai aanhein, kuch nahi ho aage

O, jaana mushkil bada hai safar yahan

Tu agar chahe, khuli hui hain baanhein

O, jaana mushkil bada hai safar yahan

Ke jo dil mein chal raha hai, o

Kyun na mujhse kehte ho?

Is pal mein hai jahan hum do

Zara chalte rehne do

Ke jo dil mein chal raha hai, o

Kyun na mujhse kehte ho?

Is pal mein hai jahan hum do

Zara chalte rehne do