🎵

Maashuka

Album: Alisha Durasi: 4:47

Roko kadam janeja dhoor humse jao na

Tuhi toh hai mera sanam

Tuhi toh meri jaan

Ohh anjana, deewana, mastana

main hu teri maashuka

Kehti gai ye zameen, kehti hai chandni

kehta hai aasimaan, kehta hai ye jahaan

Tu hai mera hum naseen

Ohh anjana, deewana, mastana

main hu teri maashuka

Kaisi hain joost ju, kaise hain aarzoo

baho mein thamlu, main tujhko chumlu

main hosh me na rahun

hmm anjana, deewana, mastana

Main hu teri maashuka

Roko kadam janeja dhoor humse jao na

Tuhi toh hai mera sanam

Tuhi toh meri jaan

Ohh anjana, deewana, mastana

Main hu teri maashuka

Teri Maashuka

Main hu teri Maashuka