← Kembali
🎵

Main Kya Karoon Ram

Album: Lata Mangeshkar Durasi: 3:45

Main kya karoon raam mujhe buddha mil gaya

Oye hoy buddha mil gaya

Ho buddha mil gaya

Haay main kya karoon raam mujhe buddha mil gaya

Main kya karoon raam mujhe buddha mil gaya

Sab jo gaye baagh mera buddha bhi chala gaya

Sab to laaye phool buddha gobhi le kar aa gaya

Main ho gayi badanaam mujhe buddha mil gaya

Main kya karoon raam mujhe buddha mil gaya

Oye hoy buddha mil gaya

Ho buddha mil gaya

Main kya karoon raam mujhe buddha mil gaya

Main gudiya haseen meri morani si chaal hai

Sar men safed us ke daada ji sa baal hai

Kya hoga anajam mujhe buddha mil gaya

Haay kya karoon raam mujhe buddha mil gaya

Oye hoy buddha mil gaya

Ho buddha mil gaya

Main kya karoon raam mujhe buddha mil gaya

Pariyon ke desh mujhe buddha le ke aa gaya

Main ne jo uthaaya ghoonghat buddha gussa kha gaya

Bigadega sare kaam, mujhe buddha mil gaya

Main kya karoon raam mujhe buddha mil gaya

Oye hoy buddha mil gaya

Hai buddha mil gaya