🎵

Manzil

Album: Manzil Durasi: 3:41

Manzil hai jo

Mujhko paani

Pal do pal ki

Hai ye kahaani

Manzil hai jo

Mujhko pani

Pal do pal ki

Hai ye kahaani

Saanson ki kabtak

Hai ye rawaani

Sapno ki ek roshini hai

Palkon se jo laut ti hai

Andhera jo tha

Mujh mein basaa

Wo hi hai sab

Jo hona tha

Rota raha

Jitna rona tha

Na ab rahi

Koi bhi kami

Kehte the sab

Mujhko khona tha

Khona tha

Khona tha

Ek aisi roshini ho

Thoda sa kam lage ye dhuan

Manmarzi hum chal saken fir

Na rahe koi bhi gilaah

Wo hi hai sab

Jo hona tha

Rota raha

Jitna rona tha

Na ab rahi

Koi bhi kami

Kehte the sab

Mujhko khona tha

Khona tha

Khona tha

Manzil Hai jo

Mujhko paani